Search lyrics

Typing something do you want to search. Exam: Artist, Song, Album,Writer, Release Year...
if you want to find exactly, Please input keywords with double-quote or using multi keywords. Exam: "Keyword 1" "Keyword 2"

Air Atman In Ravi

Genres: Other

Kuch Bhi Main Toh Nahi Lyrics - Air Atman In Ravi

kuch Bhi Main Toh Nahi 

Kuch bhi main toh nahin, prabhuji sab kuch hai tu hi.. 

Tere bin kuch bhi na kar sakta, jo bhi karta..tu hi karta, jo bhi karta..tu hi karta 

Tere bin saans na le sakta, tere bin ek kadam bhi na chal sakta.... 

Jo bhi hoon prabhu sach main tu hi hoon 

Abhari hoon prabhu sab tu hi, sach toh yeh main kuch bhi nahin.. 

Kuch bhi main toh nahin, prabhuji sab kuch hai tu hi, 

Tere bin kuch bhi na kar sakta, jo bhi karta..tu hi karta, jo bhi karta..tu hi karta... 

Tann Badan yeh kya hai, kuch bhi nahin hai 

Anth mein toh hoon bas mitti 

Saans jo mila hai, teri kripa hai 

Marne pey maloom main kuch nahin 

Atman main hoon, sach mein Parmatma 

Main kuch na prabhu, sach mein tu hi hoon 

Tumse main prakat hua hoon, tum bin na ,main toh kuch bhi nahin , main yeh jaanu ... 

Tum bin main kuch nahin.. main yeh maanu ... 

Kuch bhi main toh nahin, prabhuji sab kuch hai tu hi, 

Tere bin kuch bhi na kar sakta, jo bhi karta..tu hi karta, 

jo bhi karta..tu hi karta 

Related 

The 18 Greatest Revenge Songs of All Time 

NEW SONG: Thomas Rhett 'Remember You Young' - LYRICS 

HOT SONG: TWICE - 'Feel Special' - LYRICS 

Dikhne mein yeh hoon, sach mein nahin hoon 

Sach mein to bas hun ek Shakti, 

Naam hai mera, kaam hai mera, par sab ye khwab hai ..sach nahin 

Duniya ye toh maya hai ye mithya hai, 

Main kuch nahin prabhu sab kuch tuhee hai, 

Ehsaas hone pe yeh maloom hota hai, 

Lagne mein main yeh hoon, par yeh nahin 

Sach mein to main hoon kuch bhi nahin. 

Paanch tatwon ka bana, main ek putla 

Par jo Shakti hai , woh hai tuhi 

Shakti bina yeh, kuch bhi nahin hai 

Maloom hota jab uthti arthi 

Maut pe toh sachai ,maloom hoti 

Tann toh marta hai aatma nahi marti 

Tann toh mitti ho jata, amar aatma 

Aatma toh tuhi hai , sab tuhi... 

Main toh tha sach mein kuch bhi nahin 

Check Out 

NEW SONG: Miley Cyrus - 'Slide Away' - LYRICS 

23 Boy Band Slow Jams That Made You Believe In Love 

HOT SONG: Lil Nas X - 'Panini' - LYRICS 

15 Huge Stars Who Were Backup Singers First 