Search lyrics

Typing something do you want to search. Exam: Artist, Song, Album,Writer, Release Year...
if you want to find exactly, Please input keywords with double-quote or using multi keywords. Exam: "Keyword 1" "Keyword 2"

Ghuma Na Dimaag Lyrics - Singles - Jinn The Rapper

Ghuma na dimaag mera dhanda hai kharab 

 

Bhanchod hai ye dosti aur yaari 

Jahan sabko hoti apni asliyat hai chupani 

Meri zabani, tu sune aaj choti se kahani 

chup kar k sunle, na puchna naye ya purani 

Dost keh k peeth pe ghopte hain khanjar 

Meri nazar se dekho to hotay hain ye kanjar 

Mujhay jhuta kehna hai to kehle ye duniya 

Jana hai to jaye apni maa chudaye ye duniya 

Na bahaya aik aansu jab k khodia hai sab kuch 

Aag se garam, aatish ki tarah jalun ab puch 

Kese guzar rahi hai meri zindagi is veranay main 

Mere bhi thay kuch sachay dost kisi zamanay main 

Hain kuch yadain jo bitaye thay mene kuch pal 

Yehi keh k chal para tha k phir miltay hain kal 

Kya pata tha meri zindagi is mor pe le ayegi 

Meri he apni yaari mujhse dhokaybaz hojayegi 

 

Ghuma na dimaag mera dhanda hai kharab 

 

Bharway bharway lagtay hain mujhay karway 

Ziada kio bhonkay to kahun main oye chal bay 

Nikalta hai matlab to badalti hai inki soch 

Manglun inse main jawaab to rehtay hain khamosh 

Na hai koi hosh k kya karun inka main hashar 

Kesi hogai hai duniya aur kesa hai bashar 

Aag lagado ye hain harami randi k bachay 

Na kartay hain koi kaam jo kehlain emaan k sachay 

khojayegi wo hasrat jo thi mere doston k liye 

kese sahu wo sitam jo mujhay sab apno ne diye 

nasha kar k jo chalay thay mere sang wo 

aik aik kar k dikhane lagay mujhay apnay rang wo 

meri to zindagi ab bangai hai jese jail 

kyun k na badla hai zamana aur na badla hai koi khail 

ab to har cheez lagti hai mujhay yun he kharab 

puchta hai koi sawaal to deta hun ye jawaab